Ye main bhi kya hun usey bhool kar ussi ka raha,
ki jis ke saath na tha humsafar ussi ka raha.
Woh buut ki dushman-e deen tha ba-qaul naaseh ke,
sawaal-e sajda aaya jab aaya toh toh dar ussi ka raha.
Hazaar chaaragaron ne hazaar baaten ki,
keha jo dil ne sukhan mo’tabar ussi ka raha.
Bahut si khwaahishen sau baarishon mein bheegi hain,
Ki apne harf ki tauqeer jaanta tha ‘faraz
issi liye kaf-e qaatil pe sar ussi ka tha

No comments:
Post a Comment
Thanks for contact me.